Internet par aur bhuat tarah ke social networking sites hai. Jaise - Facebook, Twitter , instagram, pinterest etc. aur inka use aaj ke time lag - bhag sabhi aadmi kar raha hai. lsiliye aaj mai aapko yese ek social networking site ke bare me batane wala ho. jiska use professional (peshevar) log karte hai. To chaliye sabse pahle linkedin kya hai? ke bare me jaan lete hai.
Linkedin kya hai?
LinkedIn professional aadmiyo ke liye ek famous social networking site hai. linkedin company 2002 me Reid Hoffman naam ke aadmi ne khola tha. Aur aaj is site ko 200 millions se jada log use kar rahe hai. LinkedIn ka sabse jada use online nukari ya job search karne me kiya jata hai.
Pinterest kya hai? pinterest par account kaise banaye
Linkedin par account banane ke fhayade.
Linkedin par jadatar professinol logo ka account hai. isliye is par account banane ke bhuat se fhayade hai. jaise -
1 - linkedin par aap apna brand ya products ko promote kar sakte hai.
2 - Agar yaha se online job search kar sakte hai.
3 - is website par aap apne own business ko promote kar sakte hai.
4 - Aap apne youtube channel ka video share karke paisa kama sakte hai.
5 - agar aap kisi website ya blog ke malik hai to aap isko linkedin par promote karke acha traffice pa sakte hai
Linkedin par account kaise banaye.
linkedin par account banana bhuat hi aasan hai. account banane ke liye sabse pahle aap linkedin ke website www.linkedin.com par jana hai. uske baad niche diye steps ko follow kare.
Step 1
linkedin ke website par jane ke baad ek form open jayega.
1 - Apna first name dale.
2 - Apna lastname ya surename dale.
3 - Apna email id dale.
4 - yaha aap koi sa bhi password dale.
5 - upar sabhi jankariya bharne ke baad Join now par click kare.
6 - Continue with facebook par click karke linkedin par account bana sakte hai.
Step 2
Join par click karne ke baad ek popup window open ho jayega.
1 - yaha aapko apna country select karna hai.
2 - Aapko apna postal code dalna hai
3 - Next ke button par click kare.
Step 3
Next par click karne ke baad phir ek popup window open ho jayega.
1 - Agar aap student hai to yes kare. agar nahi hai to no select kare.
2 - yaha aapko apna job title dalna hai.
3 - yaha aapko apne company ka naam dalna hai.
4 - sabhi jankariya ache se dalne ke baad next ke button par click kare.
Step 4
Next ke button par click karne ke baad ek popup window open ho jayega. yaha aapse aapka email confirm karne ke liye bol raha hai. aap apna email confirm karne ke liye simply apna email account open kare. yaha aapko linkedin ke taraf se ek mail aaya hoga. aap us mail ko open kare.
1 - Email open karne par aapko 6 dijit kar milega. aap us number ko yaha dale.
2 - verify ke button par click kare.
Step 5
Agar aapke email contect me koi friend linkedin use kar raha hai to aap use yaha khoj sakte hai.
1 - apna email id dale.
2 - continueke button par click kare.
3 - Agar aap is option ka use nahi karna chahate hai to skip par click kare. skip par click karne ke baad ek popup window open ho jayaga. yaha aapko yes par cllck karne hai.
Step 6
Skip par click karne ke baad ek popup window open ho jayaga. yaha aapko yes par cllck karne hai.
Step 7
linkedin aap se puch raha hai ki aapne ye kis liye bana hai. yaha aapko 5 option milega. aapko isme se kisi ek ko select karne. hai, mere hisab se Building my professional network acha rahega.
Step 8
1 - yaha click karke apne linkedin account ka profile picture upload kare.
2 - picture upload ho jane ke baad continue par click kare.
Ab aapka linkedin account ban gaya hai. ab aur interest choose kare. aapne agar linkedin account jab find karne ke liye banaya hai to aap apna resume yaha submit kar sakte hai.
I hope aapko ye article linkedin kya hai, aur is par kaise account banaye pashand aaya hoga. agar aapko account banane me koi problem ho rahi hai to comment karke jarur bataye.
Ise bhi Padhe:
In addition, additionally, you will be providing yourself
ReplyDeletehaving a workplace that is much more conducive
to really getting things done. If it goes down, or they decide to
not link to your site content for reasons unknown, you're in trouble.
Just because it's free as well as simple to start out tend not to for any minute underestimate how powerful it can be.
Hello anonymous,
ReplyDeleteThank you very much for giving me suggestions.
linkedin social networking sites its amazing or very usefull All the staples you told us have been streamed and now my linkdin account is ready.
ReplyDeleteThank you very much that you have brought this information to us.
saddam, thanks for visiting my blog.
Deletelinkedin logo vector png free
ReplyDeleteIt is really a helpful blog to find some different source to add my knowledge. I came into aware of new professional blog and I am impressed with suggestions of author.
ReplyDeleteforex thai
Thanks for sharing now i am created LinkedIn Account but how to create LinkedIn Company PAge?
ReplyDeleteI am new and i want to create for Sanitary Napkin Packaging Bags