developer option kya hai, apne android phone me kaise enable kare


Hello friends,  
Android mobile hum sab use karte hai aur is ke bhuat se setting ke bare me bhi jante hai. mai wi fi, display, sound, clock, alarm, bluetooth ki baat nahi kar rha ho. inke bare me lag - bhag sabhi log jante hai hai. aaj mai ek yese setting ke bare me batane wala ho jise developer option kehta hai. ye option humare mobile me chupa hota hai. developer option ki setting karke aap apne android mobile ko aur acha bana sakte hai. humre mobile ke liye developer option ka kya jarurt hai. kya aapko malum hai? chaliya hum aap batate hai ki developer option kya hai? aur isko enable karne ke kya - kya fayede hai. 












 




Developer option kya hota hai? 

Developer option android phone hidden ka feature hai. jiske bare me bhuat logo ko malum nahi hota hai. aur malum bhi kaise ho jab ye hum se chupa hota rehta hai. developer option ki maddat se aap apne mobile phone aur ache se manage kar sakte hai. saath hi saath aap apne mobile phone ka ek acha sa look de sakte hai. aur to aur aap apne phone ka performance ko bada sakte hai. is ki maddat se aur bhi bhuat kuch kar sakte hai. developer option android ka advance feature hai. is ko enable karne ke bas fhayede hi fhayede hai. tension mat lo isse aapka koi nuksaan nahi hone wala hai.


Android phone ki battery bachane ka 10 best tarika.




Developer option enable karne ke fhayede aur nuksan.

Android developer option ki maddat se aap apne phone ko fast kar sakte hai. aur bhi bhuat se problams ko dur kar sakte hai. jaise - 

1 - Aapka mobile slow ho jata hai ya hange karta hai,  

2 - Aapka mobile App ka animation load hone me jada time leta hai, 
3 - kabhi -kabhi aapke phone ki battery jaldi khatam ho jaati hai, 

4 - jab aap ek app band karke dusra app start karte hai to wo bhaut slow me open hota. 

5 - backgroud me chalne application ko ban kar sakte hai.

Developer option ko enable karne me koi nuksaan nahi hai. isko enable karne se aapke phone ki performance badhegi. isliye isse sirf fhayede hi fhayede hai. 
developer option ko enable ya unhide karna bhuat hi aasan hai. aap niche diye huye kuch steps ko follow karke is enable kar sakte hai.  


Step 1

Developer option enable karne ke liye sabse pehle aapko apne phone ke setting me jana hai. setting me jane ke baad about phone ya about devie ko tap karna hai. 








Step 2

About devic par tap karne ke baad ek naya page open hoga. yaha aapko build number par 7 baar tap kare.





Step 3

Build number par 7 baar tap karne ke baad aapko ye massage (you are now a developer) show hoga. yani aapka developer option enable ho gaya hai.






Step 4

Ab aap apne phone ko back karke main setting jaye. yaha aapko about phone ke upar me developer option dikhai dene lagega. 





Ab aapka developer option enable ho gaya hai. mujhe ummed hai ki aap ab developer option ko enable karna jaan gaye honge. ab aapko iske kuch importent setting ke bare me janna hai. ye post jada bada ho gaya isliye maine developer option ke features ki jankari dusre post me diya huya hai
Android Develorper option ke 20 hidden features ka kaise use kare.  Aap is link ko click karke iske bare aur ache samjh sakte hai





Android ke kuch best apps

Offline hindi se english ka translate kaise kare.

how to hide media files on your android phone. 

Latest multi-purpose Android Applicaton for you. 


phone se Delete hua data kaise recover kare.






I hope aapko ye post pasand aaya hoga, agar aapko is post se releted kuch puchana hai to comment karke puch sakte hai. aur niche diye huye share button par click karke social media par is post ko share karna mat bhuliye.  






Ise bhi padhe:

# - new phone kharidne se pehle 10 baato ka rakhe dhayan.

# - 75 useful full form of science and technology. 

# - Android phone ke 12Useful Secret Codes.  


# - chori ho gaye phone ka pata kaise kare, find my phone
Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Anonymous
admin
September 24, 2017 at 1:57 AM ×

Ԝay cool! Some verʏ valid pⲟints! I аppreciate yoս writing thіs postt ɑnd аlso the rest
of the websitge іs alseo ery ցood.

Congrats bro Anonymous you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar

thank you for comment ConversionConversion EmoticonEmoticon