Hello friends,
Abhi tak aapne Android application Toh bahut see use ki Hongi, aapko un application ko use karne mein itna Maza nahi aaya hoga, jitna is application mein aane wala hai. Aaj main jis application ke baare mein batane Wala ho sach mein wo bahut Hai Kamaal ka app hai. Is app ko download karne ke baad app bahut se app ko uninstall kar denge. is application ka naam Smart Kit 360 hai, ye application sach me smart hai kyuki iske andar 32 apps hai. is application ko aap google play store se free me download kar sakte hai. aap yaha se bhi ye app download kar sakte hai. To chaliye aapko iske bare me batate hai.
Smart kit 360
1 - Notepad = Notepad me aap kuch bhi likh ke save kar sakte hai, wo bhi apne favourite colours me.
2 - Translator = is app ki maddat se aap sabhi languages ko translate kar sakte hai.
3 - Exercise = is app me aap apna Exercise time set kar sakte hai.
4 - Free Music = Is app me aap kai tarah ke music sun sakte hai, wo bhi free me.
5 - File Manager = Is app me smart file manager ke saath - saath Root Explorer bhi hai.
6 - Trim Audio = is app me aap kisi bhi song ko trim karke use ringtone bana sakte hai.
7 - Metronome = is app me aap apne hisab se khud ka koi dhun bana sakte hai.
8 - Recorder = is app ki maddat se aap koi bhi sound record kar sakte hai.
9 - Flashlight = ye ek torch light ka app hai.
10 - Mirror = is app se aap darpan ka kaam le sakte hai, aap apne baal jhaad sakte hai.
11 - Megnifier = is app se aap koi bhi choti bastu ko bada kar ke dekh sakte hain.
12 - Code Scan = Is app se aap koi bhi QR Codes apne camera ki maddat se scan kar sakte hai.
13 - Cleaner = yah ek antivirus app hai, isme app junk files, Ram clean kar sakte hai.
14 - Battery Saver = ye app aapke phone ki battery ko karega.
15 - Stopwatch = ye stopwatch aapke result ko auto save kar dega.
16 - Checklist = ye app ek Reminder ka kaam karta hai.
17 - Abacus = is app se ginti ginana sikh sakte hai.
18 - Calculator = isse aap apna calculation kar sakte hai.
19 - Currency = is app se aap kisi bhi desh ke paisa ko apne desh paise me convert kar sakte hai.
20 - Unit = is app se aap length convert kar sakte hai, jaise feet ko mm me, meter ko centimeter me etc.
21 - Altimeter = Jaise aap kisi mountain par hai, ye app GPS ki maddat se mountain ka height batata hai.
22 - Compass = ye app aapko sahi disha batata hai, wo bhi GPS ki maddat se.
23 - Heart RM = Is app ki maddat se aap apne phone ke camera se apne dil ki gati ko jaach sakte hai.
24 - Leveler = Aap is app ki maddat se kisi bhi jagah ka surface level check kar sakte hai.
25 - Magnetic = ye app ek metal detector ka kaam karta hai.
26 - Map = Map ke bare me to aap jante hi honge, ab tak aapne sirf online me map dekha hoga, lekin is app ki maddat se aap offline me bhi map dekh sakte hai.
27 - Protractor = Aap apne phone ke camera se dhalaan (slope) check kar sakte hai.
28 - Ruler = Is app ki maddat se aap kisi bhi vastu ka Dimensions check kar sakte hai.
29 - Sound meter = Aap ke aas - pass kitna sound ho rha hai, is app ki maddat se aap pata kar sakte hai.
30 - Tuner = is app se apne aawaz ko tune kare.
31 - Speedometer = ye app aapko yaatra karte samay jaha aapko jana hai waha ka duri aur gati batata hai.
32 - Vibrometer = ye app ek vibration meter ka kaam karta hai. isse aap earthquake ko bhi maap sakte hai.
- Delete hua data kaise recover kare.
- how to hide media files on your android phone
- Offline hindi se english ka translate kaise kare.
- Apne mobile se ghar baithe kaise english bolna sikhe.
Main Features of smart kit 360
# - is application ka size chota hai.
# - ye application 32 in 1 hai.
# - is application ki rating 4.6 hai.
# - ye app version 4.0 upar sabhi devie ko support karta hai.
# - ye application bilkul free hai.
Aapko ye app kaisa laga comment karke jarur bataye. aur is post ko apne dosto me share karna mat bhule, agar aapko kuch puchna hai to puch sakte hai. Thank you.
Ise bhi Padhe:
- chori ho gaye phone ka pata kaise kare.
- Smartphone ko virus attack se bachane ke liye 5 best tips
- Android phone hard format karne ka 3 best tarika
- 75 useful fullform of science and technology
- Android phone ki battery bachane ka 10 best tareeka
2 comments
Click here for commentsTһis design іs steller! Үou certɑinly know how to kkeep a reader entertained.
ReplyΒetween ʏ᧐ur wit and your videos, Ӏ waѕ alm᧐st moved tto start
my own blog (welⅼ, ɑlmost...HaHa!) Wonderful job. І really loved wһat
you hɑd tо say, and more than that, һow you pгesented it.Τoo cool!
I read your article its very interesting information aboutAndroid Application service
Replythank you for comment ConversionConversion EmoticonEmoticon