Agar aapka wi-fi dursa koi istemaal kar raha hai. to aap uska pata kaise lagaye. aur usko kaise block kare. to dosto aaj mai wifi chori hone se bachane ke bare me batane wala ho. agar aapne wi-fi me simple password dala hai to is ka password chori ya hack hona aam baat hai. aur ek baar aapka password kisi dusre ke malum ho gaya to wo aapki marzj ke bina hi aapka wifi ka istemal karne lagata hai. yese me aapke internet ki speed bhuat kem ho jata hai.yesa mere saath ho chuka hai. isiliye mai ye article likh raha ho taaki mere saath jo huya wo aapke saath na ho.
wi-fi ka password chori hone se kaise bachaye.
Wifi chori ya hone se bachane ke liye aapko ek Android app download karna hai. iska naam fing network tool app hai. aap is app ko google play store se free me download kar sakte hai. fing network tool app install ho jane ke baad niche diye steps ko follow kare.
Step 1
Fing network tool app apne mobile me download aur install karne ke baad apne mobile ke setting me jaye aur apna wi-fi on kare.
Step 2
apne mobile ka wi-fi on karne ke baad fing network tool app ko open kare. is app ko open karne ke baad iska interface par hi aapke wi-fi network ka details aa jayega.
Ab aap ye check karna hai ki konsa devic aapka aur kon sa devic unknown parson ka hai. finally uska devic find kar ke use block kar de.
wifi me unknown devic ko kaise block kare.
Step1
Apne wi-fi connected router ke ip address ko dal kar uske baad apna username aur password dalkar login kare.
Step 2
yaha aapko wireless mac filter section me ke option par click karna hai.
Step 3
Is section me aapko jis devic ko block karna hai. aap us devic ka mac address type karke apply kar de.aur iske baad ok ke button par click kare. ok par click karne ke baad jis devic ko aapne block kiya woh devic aapke wifi se kabhi bhi connect nahi ho payega.
humare in posts ko bhi padhe:
note - Apna wifi network secure rakhane ke liye sabse acha way hai ki aap apne wifi ka password strong banaye. aur ise har mahine change karte rahe. isse aapke wifi ko koi dusra aadmi istemaal nahi kar payega.
Ab to aap wifi network me unknown user ko find karna aur unko block karna jaan gaye honge. Aapko ye post kaise laga comment karke jarur bataye.
Ise bhi padhe:
thank you for comment