Apne photo se emoji animation gif kaise banaye, gif banane ka app

Aaj ke time social media ka use sabhi log kar rahe hai. aur saath hi saath jane anjane logo se chat bhi karte hai. isi chating ke doran hum apne Emotions dusro ke saath share karne ke liye emoji ka use karte hai. waise to sabhi social media site par se emoji aapko free me mi jayege. magar aaj mai aapke khud ke photo se  emoji animation gif banane ke bare batane wala ho. is me aapko 20 emoji ke samples milege. jaise - Cowboy, gangster, blonde, brunette, surfer, biker,  flamenco, dancer will grunge, smile, etc.


Aap inme se kisi ek emotion ko select karke apne photos ke saath convert kar sakte hai. aur social media par apne dosto ke saath share share kar sakte hai. to chaliye is ke bare me aapko aur detail batate hai.


Laptop or destop se online animation gif kaise banaye.
Luxand ek online website hai. jaha se aap apne photo ke emoji animated gif free me bana sakte hai. aap niche bataye huye step ko follow karke bas kuch sec me emoji gif bana sakte hai.


Step 1
Emoji banane ke liye sabse pahle aapko niche diye huye website par jana hai.  https://www.luxand.com/smileys/

Step 2
Luxand ke website par jane uska inter face niche diye huye picture ki tarah hoga.

1 - aap jo picture ko upload karege. pahle uska gender select kar le.
2 - Upload your Photo par click karne par aapko choose file ka option milega. aap choose file par click karke apne destop ya laptop se photo upload kar de. aur uske baad ok ke button par click kar de.



Step 3
ok button par click karne ke baad ek naya page open hoga. yaha aapko 20 picture milega. aapko isme se kisi 1 ko select karna hai.



Step 4
Picture select karne ke baad kuch sec ke baad aapke upload kiya picture ka result next page me aa jayega.




aap is gif file ke upar right click karke apne destop ya laptop me save kar sakte hai.

I hope is post ki maddat se aap apne photo ka animation gif banana sikh gaye honge. agar aapko ye post acha laga to aap ise facebook aur whatapp par apne dosto ke saath jarur share kare.


Ise bhi padhe:



Previous
Next Post »

thank you for comment ConversionConversion EmoticonEmoticon